" Jannat "
Song: Zara Sa
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa
Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah
Wooooo hhhhooo ooohhhh hooo…
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa
Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah
Wooooo hhhhooo ooohhhh hooo…
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa
Mein tere mein tere
Kadmoon mein rakh du yeh jahan
Mera ishq deewangi
Ohhhhoo..
Hai nahi hai nahi
Aashiq koi mujhsa tera
Tu mere liye bandagi
Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah
Zara si dil mein de jagah tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa
Keh bhi de keh bhi de
Dil mein tere jo hai chupa
Kwahish jo hai teri
Rakh nahi rakh nahi
Parda koi mujhse aye jaan
Kar le tu mera yakeen
Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah
Song: Jannat Jahan
Hey suno na, dil keh raha hai
Lalach badi kubsoorat bala hai
Hey dekho na, kiski duwa hai
Aasman chune jo uska dura hai
Rooz naya khwaab dete zindagi
Aaise hasin sazza de eee…
Jannat jahan aaa… Jannat yehan
Jannat jahan aaa… Jannat yehan
Yeh suno na, duniya ko kya hai
Hum ne jo chaha, hum ne woh kiya hai
Hey dehko na, jadu yeh kya hai
Patar ko chu ke mein ne sona kiya hai
Rooz naya khwaab dete zindagi
Aaise hasin sazza de eee…
Jannat jahan aaa… Jannat yehan
Jannat jahan aaa… Jannat yehan
Paisa jeene ki duwa
Paisa marne ka sama
Paisa ka jadoo ajab
Rooz naya khwaab dete zindagi
Aaise hasin sazza de eee…
Jannat jahan aaa… Jannat yehan
Jannat jahan aaa… Jannat yehan
Jannat jahan aaa… Jannat yehan
Hey suno na, aankho mein kya hai
Dil ne jo chaha dil ko sab mil gaya hai
Song: Haa Tu Hai
Jo kwaabo khayaloon mein socha nahin tha
Tu ne mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haann…
Jo kwaabo khayaloon mein socha nahin tha
Tu ne mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
(Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri kwaabo mein tu yaadon mein tu
Irradon mein tu hai) ……2
Irradon mein tu hai
Yehhh…we could fall in love
I say… I could fall in love
Yehhh…we could fall in love
And i say… I could fall in love with you
Koi bhi aaisa lamha nahin hai
Jisme mere tu hota nahin hai
Mein so bhi jaao raathon mein lakin
Tu hai ki mujhmein sotha nahin hai
Tu hai ki mujhmein sotha nahin hai
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri kwaabo mein tu yaadon mein tu
Irradon mein tu hai)……2
Irradon mein tu hai
Yeehh…
Ohh…
Hai teri innayat tujhse mili hai
Hoonto pe mere hasi jo khili hai
Usse mera chehra chupa bhi na paye
Tujhe paake hasil huye jo khushi hai
Tujhe paake hasil huye jo khushi
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri kwaabo mein tu yaadon mein tu
Irradon mein tu hai
Jo kwaabo khayaloon mein socha nahin tha
Tu ne mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri kwaabo mein tu yaadon mein tu
Irradon mein tu hai ……2
Irradon mein tu hai
Song: Lambi Judai
Char dino ka pyaar o rabba
Lambi judai lambi judai
Rabbaaa…
Char dino ka pyaar o rabba
Lambi judai lambi judai
Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan mere jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya
Khoye rahi mein, saason mein apne
Aahat bhi teri, bhool gaye hun
Sadiyoon se kitni tanha rahi hun
Ishq tera bhool gayi hun
Aaa… hhh
Khoye rahi mein, saason mein apne
Aahat bhi teri, bhool gaye hun
Sadiyoon se kitni tanha rahi hun
Ishq tera bhool gayi hun
Uljhi rahi mein is zindagi mein
Doon kya duhai doon kya duhai
Ohhh rabbaa.. rabbaaa..
Kithe mein jaawaa…
Har bebasi mein, is zindagi mein
Tujh ko hi chaha, tujh ko hi manga
Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na pyaar na paya
ohhh… hoo…
Har bebasi mein, is zindagi mein
Tujh ko hi chaha, tujh ko hi manga
Jin raston se guzra yeh dil tha
Manzil mili na pyaar na paya
Khud ko chupake rahon se guzri
Dil ko sambhle dil ko sambhle
Tere bin dil mera lage kahin na
Tere bin jaan meri jaye kahin na
Kitne zamane baad o rabba
Yaad tu aaya, yaad tu aaya